Begani shadi main
kabhi abdullah diwana tha,
aj har mauka begana hai
aur har shaqs ki abdullah se kahani hai
koi ghar main khauf se hai
toh kisi ko jamaat se pareshani hai
aj har mauka begana hai
aur har shaqs ki abdullah se kahani hai
na ab mazhab ki samasya hai
na takhto taz ki rangbaazi hai
is behrupiye dushman se,
ab har kisi ke narazgi hai
ab har shauk khul ke ghar main panap raha hai
har hunar ghar nikhar raha hai
yeh rehmat samjhe ya kahar ka dusra pehlu
ke, atithi devon ki iss zameem par,
har mehman dushman ho raha hai
Begani iss shadi main
kabhi abdullah diwana tha,
aj har mauka begana hai
aur har shaqs ki abdullah se kahani hai
- Touching upon the impact left by Covid
From UrHarry Collection on Life at Lockdown
kabhi abdullah diwana tha,
aj har mauka begana hai
aur har shaqs ki abdullah se kahani hai
koi ghar main khauf se hai
toh kisi ko jamaat se pareshani hai
aj har mauka begana hai
aur har shaqs ki abdullah se kahani hai
na ab mazhab ki samasya hai
na takhto taz ki rangbaazi hai
is behrupiye dushman se,
ab har kisi ke narazgi hai
ab har shauk khul ke ghar main panap raha hai
har hunar ghar nikhar raha hai
yeh rehmat samjhe ya kahar ka dusra pehlu
ke, atithi devon ki iss zameem par,
har mehman dushman ho raha hai
Begani iss shadi main
kabhi abdullah diwana tha,
aj har mauka begana hai
aur har shaqs ki abdullah se kahani hai
- Touching upon the impact left by Covid
From UrHarry Collection on Life at Lockdown